शुक्रवार, 6 सितंबर 2013

Suna hai Pyar ka dard mitha hota hai;

((Na jaane tum pe itna yakin kyon hai? Tera khayal bhi itna haseen kyon hai? 
Suna hai Pyar ka dard mitha hota hai; to aankh se nikla  aansu namkeen kyon hai?)





Bahut Shukriya Badi Meherbaani,
Meri Zindagi Mein Huzur Aap Aaye,
Kadam Chumlun Yaa, Ke Aankhen Bichadun,
Karun Kya Yeh Meri, Samaj Mein Na Aaye,






Karun Pesh Tum Ko, Nazarana Dil Kaa,
Ke Ban Jaaye Koyi..Afasana Dil Kaa,
Khuda Jaane Aisi Suhani Ghadi phir,
Meri Zindagi Mein Palat Ke Na Aaye,





Mujeh Dar Hai Mujh Mein, Gurur Aana Jaaye,
Lagun Jhoomne Mein, Surur Aa Na Jaaye,
Kahin Dil Na Mera, Yeh Taarif Sun Kar,
Tumhare Bane Aur Mujeh Bhool Jaaye,









Khushi To Bahut Hai Magar Yeh Bhi Gam Hai
Ke Yeh Saath Apna Kadam Do Kadam Hai
Magar Yeh Musafir Duaa Maangta Hai
Khuda Aapse Phir Kisi Din Milaaye









nitesh pradhan

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें