बुधवार, 21 अगस्त 2013

in my girlfrn's house--6(after the lunch....continue )

(every person enjoy our story mom, aunt,uncle,saket,ramukaka. literally Ishika,s family is very open minded. every person take the participation and enjoy with as..)

uncle- to fir tum logo ke bich aur kya hua . koi interesting baat hua ho?
(ishq smile and make acute angle with in eye) 
me-once upon a time hum dono
       mandir me mile the.
ishq- pta hai uncle Vivek har
        din mandir jata hai. month

         tha Oct ka aur main aur mery 
        frnd hostel ke pass wale Vishnu ji 
         ke mndir gaye hua the.
       wo us city ka sabase badha aur 
       khubsurat temple hai. aur wahan 
       ka atmospheric, wahna ki freshness 
      dil ko apne tarf apne aap hi akarsit  
     karti hai jitani santi wahna  par milti
     hai utana kahin bhi nahi milata
    hai city me. main apne frnd saifaly
    ke sath temple gai thi.
aur tabhi hum ne wahan par dekha ki Arin dhori pahne hua prasad baath rahe hai.is bat ko pahle saifaly ne notic kiya.
saifali- dekh wo Arin hai na.
"han lagta to hai"
si- wao yar ye boys bhi itne dharmik honge pta nhi tha.
"han yar"
sai- hay! ishq ..dekh agar yahan par Arin hai to pakka yahan par Vivek bhi hoga
"han tu sabhi bol rhi hai"
sai- chal dhudhaten hain.
"tu ja kar Arin se baaten kar main Vivek ko search karti hoon.
sai- ok
ishq- aur jab main Vivek ke pass pahuchi to dekha ki vivek ek kone main baith kar mala bana raha tha.
(every body listen very deeply)
ishq- hay vivek.
"hay......good morning.... tum yahan par ksie."
kya
"tum yahan par aaj pahli bar aai ho na"
han par tum ko kaise pata.
"kyon ki main roz yahan ata hoon"
mujhe nahi pata tahki tum ko mandir ana bhi achha lagta hain. aur tum mandir ate ho.
"han jise pass Arin jisa frnd ho use ye sabhi achhi aadten gift me mil jai hain"
achha to tum arin ke karan yahna aate ho.
"han Arin ke karan bhi .. aur ab ye place mujhe achha bhi lagane laga gai"
par yar kabhi tum ne bataya nhi ki tum mandir aate ho. yahn par samy bitate ho.
"is me kay batne wali bat hai... aur tum jao han dho kar aao aur help karo meri .. yahn khadhi kyon ho.."
main ye kaise kar sakti hoon.
'"jao pahle hath dhokar aao."
aunty- kya bat hai Vivek...aur plz tum log Mujhe ek bar Arin se jaroor milawana.
ishq- kyon nahi aaunty?
(ishq continue story)
ishq- such me yahn ki bat hi kuchh aur hai.
"han .. itni santi itni khussi , itna apna pan. is city me ek mandir ko chood kar aur kahni bhi nahi mil ta hai ."
han
"tum khdhi kyon ho bitho aur help me"
main eaknhi mala bnay nahi hai]
"to main sikhata hoon na"
ishq aur fir Vivek ne mujhe mala bnana sikhaya. aur really mom Vivek ke hmare Hindu Dharm ke bare me jitan knowledge hai . uska 10% bhi mujhe nahi tha"
(ishq continue story)
ishq - tum ko kabhi ye feeling nahi ata hai ki koi tum ko yan par dekhe ga to kya bolega...
"mujhe fark nahi padhta hai.. kisi ke kuchh bhi bolne par aur temple me jana time spend karan bura to nahi ahi"
par aaj ke ladhke mandir nahi aatehai na.
"dekho yar ye sanhi apne dil se feel karne wali chijen hai. apna prem apan soch. aur apni decision par depend karta hai.. aur Rab ke paas jane ke liye kaise deri"
han ye bhi hai
"chlo ab Aarti ka bhgawan ko bhog lagane ka time ho gya hai"
Bhog matalb.
"bhagwan ko khana khilane ke bad mandir band hota hai kuchh der ke liye..
par god ko khane ki jaroort kay hai?
"dekho Ishq hum jis World me rahte hain wahan par hum manate hain ki body ko chalane ke liye kahne ki jaroorat hoti hai. waise hai hum ye bhi mante hain hai jo bhi hum ko milta hai wo sab god ka hi diya hua hai. aur isi liye kyon ki god bhi hamare world se belong karte hain hum unko bhog lagate hain .. kyon ki hum apne sabhi god ko apne hi tarike se human ke format me jante hain"
ishq-ok ok, par tum ko ye sabhi chijen kise pata 
"bola na Arin jska dost ho uske pass ye quality pahuchhi jati hai"
mom- Vvek tum ek bar Arin ko le kar ana...
(ishq continue story)
ishq- phir kuchh der me Arin aur sifali hamare 
     pass aaye.really us din apne age ke student 

     ke dilon me God ke bare me itna Love
      dekh kar khud me achha felling aa rah tah....

me----aur unlce ishq me bhi us din se roj 
          mandir ana chalu kiya..
mom- tabhi main sochu ki ye pagal city 
         ja kar change kaise ho gai wo bhi god ke tarf....

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें