रविवार, 18 अगस्त 2013

in my girlfrn's house--5(after the lunch....continue )

(really we all enjoy very much in the conversations time. and one of the best thing of the conversations is that... they should have open mentality..)

me-kya main aaap ki kuchh help kar sakta hoon.
       (in very polite manner)
      "Han. mera scooty kharb ho ghay hai."
     (i said our conversations and ishq keep smiling)
me- main kya aap ko kahni drop kar doon.
       "kyon chance marna chahate ho"
      (make acute angle and stare me)
me - nahi nahi main to bas help karana chahata hoon.
      "ok . to tum kya mujhe mere room tak drop kar sakte ho."
me- why not.( my heartbeat is really break the all 
       possible record).
       aur mian bhut kus tha ki aaj to kam se kam bat 
      krunga.
      (suddenly ishq intercept me  and said)
ishq- main bhi ye dekhna chahati thi ki tum mujhe kya 
         bolte ho.
uncle- to fir kuchh bola ki nahi.
ishq - ye to kuchh der tak khadha hi rha. uncle aap ko nahi pta ki Vivek jo ki college
          ka most strong boy tha. wo aaj mere samane stachu(statue) ban ke khadha tha.
uncle- fir.
ishq- kya tum mera beg uttane me help karoge.
    "kyon nahi "
ish- aur really chachu Vivek ne mera beg pura  rasta uthabhi aur ghadhi me pichhe 
       aur last me bola.
    "kya aap akele rahatin hain"
ishq- nahi ye girls hostel hai. aur mere sath aur 

        bhi girl yahan rahati hain.
     "ok ok"
par tum ne kyon puchha.
      "bas aise hi"
such bolo kyon puchha?
   "bas jananaa chahata tha'
kyon ?(ishq said to me)
ishq- uncle ye than dara hua tha ki bol bhi nahi 
          par raha tha...to main jan kar hi isko 
         boli..kya hum Coffee Cafe Day day chalne..
     "ok .But"
kya hua money ki firkar mat  kro.
     "nahi money ki fikar main kabhi nahi karta hoon. aur tum jahan bahi chaho hum
      ja sakte hain"
ishq- mujhe feel hua ki Vivek ko bura laga(to uncle).
uncle- han boy's ko to bura lagta hi hai . jab koi ladhki use money ke bare me bole.
aunty- tum bhi kis me bola tha kya?
saket- phir kya hua.
me- main bola ki hum ja to sakte hain par tum ko late nahi hoga.
      "kya fark padhta hain. hum log to aaye din late aate rahate hain"
       ( we star walked towards CCD)
me-to koi kuchh bolta nahi hai.
      "hostel warden mam thodha sa chillati hai.but chalata hai yar"
me- yar? par hum to abhi mile hain na?
      "yar teri itni fatt kyon rahi hai. of course weare frnd.aur ab tu bhi ye formality band
       kar de nahi to main bhag jaungi"
me- sorry sorry ab nahi bolunga.
saket-fir
ishq -aur hum dono 6:30 ko CCDpahuche.Date tha 22 Sept 2009.
me-yum ko Date bhi yaad hai.
ishq- mujhe to ye bhi yaad hai ki tum koi se color ke shirt pahane thE.
me- waow yar.itana yaad hai.
ishq- kyon nahi hoga. mere life ka first anonymous Date tha wo bhi Vivek Muskan ke 
      sath..  aur tum ko yaad hai ki us din kyon sa song CCD me chal rha tha.
me- yaa hai na aur ye bhi yaad hai ki tum us din light green color ke slaear kamizz pahani hui thi. Aur
(Song-Bekhudi Me Sanam Uth Gaye Jo Kadam 
           /Movie: Haseena Maan Jaayegi (1968) )
 chal rah tha. aur tum Coffeeke sath Panir samosha bhi order kiya tha..
ishq- wao yar tum to master nikale.
me- wo mere life ka best day tha.
ish- aur wo line yar hai. jisme tum mujhe 
      dekh bhi nahi pa rhe the aankh utha kar..
 Aag nahee yeh dil kee lagee hai
 Jitanee bujhayee, utanee jalee hai
 
 Dil kee lagee naa ho toh kya jindagee hai
 Sath ham jo chale mit gaye fasle..
 
me- han.
(every body start laughing)
 
ishq- aur hum log 8:oo pm ko wapash aaye..
yehi thi hamari first meeting .

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें