love लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
love लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं

बुधवार, 21 अगस्त 2013

in my girlfrn's house--6(after the lunch....continue )

(every person enjoy our story mom, aunt,uncle,saket,ramukaka. literally Ishika,s family is very open minded. every person take the participation and enjoy with as..)

uncle- to fir tum logo ke bich aur kya hua . koi interesting baat hua ho?
(ishq smile and make acute angle with in eye) 
me-once upon a time hum dono
       mandir me mile the.
ishq- pta hai uncle Vivek har
        din mandir jata hai. month

         tha Oct ka aur main aur mery 
        frnd hostel ke pass wale Vishnu ji 
         ke mndir gaye hua the.
       wo us city ka sabase badha aur 
       khubsurat temple hai. aur wahan 
       ka atmospheric, wahna ki freshness 
      dil ko apne tarf apne aap hi akarsit  
     karti hai jitani santi wahna  par milti
     hai utana kahin bhi nahi milata
    hai city me. main apne frnd saifaly
    ke sath temple gai thi.
aur tabhi hum ne wahan par dekha ki Arin dhori pahne hua prasad baath rahe hai.is bat ko pahle saifaly ne notic kiya.
saifali- dekh wo Arin hai na.
"han lagta to hai"
si- wao yar ye boys bhi itne dharmik honge pta nhi tha.
"han yar"
sai- hay! ishq ..dekh agar yahan par Arin hai to pakka yahan par Vivek bhi hoga
"han tu sabhi bol rhi hai"
sai- chal dhudhaten hain.
"tu ja kar Arin se baaten kar main Vivek ko search karti hoon.
sai- ok
ishq- aur jab main Vivek ke pass pahuchi to dekha ki vivek ek kone main baith kar mala bana raha tha.
(every body listen very deeply)
ishq- hay vivek.
"hay......good morning.... tum yahan par ksie."
kya
"tum yahan par aaj pahli bar aai ho na"
han par tum ko kaise pata.
"kyon ki main roz yahan ata hoon"
mujhe nahi pata tahki tum ko mandir ana bhi achha lagta hain. aur tum mandir ate ho.
"han jise pass Arin jisa frnd ho use ye sabhi achhi aadten gift me mil jai hain"
achha to tum arin ke karan yahna aate ho.
"han Arin ke karan bhi .. aur ab ye place mujhe achha bhi lagane laga gai"
par yar kabhi tum ne bataya nhi ki tum mandir aate ho. yahn par samy bitate ho.
"is me kay batne wali bat hai... aur tum jao han dho kar aao aur help karo meri .. yahn khadhi kyon ho.."
main ye kaise kar sakti hoon.
'"jao pahle hath dhokar aao."
aunty- kya bat hai Vivek...aur plz tum log Mujhe ek bar Arin se jaroor milawana.
ishq- kyon nahi aaunty?
(ishq continue story)
ishq- such me yahn ki bat hi kuchh aur hai.
"han .. itni santi itni khussi , itna apna pan. is city me ek mandir ko chood kar aur kahni bhi nahi mil ta hai ."
han
"tum khdhi kyon ho bitho aur help me"
main eaknhi mala bnay nahi hai]
"to main sikhata hoon na"
ishq aur fir Vivek ne mujhe mala bnana sikhaya. aur really mom Vivek ke hmare Hindu Dharm ke bare me jitan knowledge hai . uska 10% bhi mujhe nahi tha"
(ishq continue story)
ishq - tum ko kabhi ye feeling nahi ata hai ki koi tum ko yan par dekhe ga to kya bolega...
"mujhe fark nahi padhta hai.. kisi ke kuchh bhi bolne par aur temple me jana time spend karan bura to nahi ahi"
par aaj ke ladhke mandir nahi aatehai na.
"dekho yar ye sanhi apne dil se feel karne wali chijen hai. apna prem apan soch. aur apni decision par depend karta hai.. aur Rab ke paas jane ke liye kaise deri"
han ye bhi hai
"chlo ab Aarti ka bhgawan ko bhog lagane ka time ho gya hai"
Bhog matalb.
"bhagwan ko khana khilane ke bad mandir band hota hai kuchh der ke liye..
par god ko khane ki jaroort kay hai?
"dekho Ishq hum jis World me rahte hain wahan par hum manate hain ki body ko chalane ke liye kahne ki jaroorat hoti hai. waise hai hum ye bhi mante hain hai jo bhi hum ko milta hai wo sab god ka hi diya hua hai. aur isi liye kyon ki god bhi hamare world se belong karte hain hum unko bhog lagate hain .. kyon ki hum apne sabhi god ko apne hi tarike se human ke format me jante hain"
ishq-ok ok, par tum ko ye sabhi chijen kise pata 
"bola na Arin jska dost ho uske pass ye quality pahuchhi jati hai"
mom- Vvek tum ek bar Arin ko le kar ana...
(ishq continue story)
ishq- phir kuchh der me Arin aur sifali hamare 
     pass aaye.really us din apne age ke student 

     ke dilon me God ke bare me itna Love
      dekh kar khud me achha felling aa rah tah....

me----aur unlce ishq me bhi us din se roj 
          mandir ana chalu kiya..
mom- tabhi main sochu ki ye pagal city 
         ja kar change kaise ho gai wo bhi god ke tarf....

मंगलवार, 20 अगस्त 2013

ishq listen my heart's feeling

(that's day is really lovely because i and Ishq went for last date....)

ishq- ye pura intajam tum ne kiya hai.
"han"
itana pyar location tum ne kaise chose kiya? 
"bas kar liya. ek idea th dil me use 
   reality me change kare diya."
ye btao ki tum ko ye sabhi idea aate kha hain.
"bas aise hi ye to mera natural talent hai."
  achha itna pyar location chose karna        itna  romantic destination banana tumhara natural tatent han
"han"(i nodded in yes).
achha ye batao ki tum ko ye ideas realy aate kha se hain.
"ye sab chhodho aur ye batao ki tum ko ye laga kaisa"
 (i try to change topic)
really it's  looking amazing. it's look like haven in the earth.
"really tum ko pasand aya kya"
look Vivek mujhe kabhi nahi lagta tha ki koi bhi itani 
  pagalpan ke sath  mere liye kucch karega.
"kyon"
Vivek ye location pura wisa hi hai jisa ki mian 
dreem me dekha karti thi.ya love ke bare me movie 
dekhte samay socha karti thai. thank kyon(she start cry)
"tum rone kyon lagi"
main ro nahi rahi hoon pagal ye to bas khushi ke aansun hai jo tumhare mehanat . tumhare pagalpan ko mere liye dekh kar bah aaye hain.
"welcom"
itana pagalpan kahan se late ho yar har bar.
"kyon tun ko achha nahi lagta"
par har bar itne sadagi se sajaya aur decorate kiya hua.itni pyar se sawar place mujhe ye feel karta hai ki main tum ko deserve  nahi karati hoon.
"aisa kyon bol rahi to. main har bar ye 
sab tum ko ye batane ke liye karta hoon ki
 tum Ishika Priyam mere liye kitani Spacial 
ho. tum mere Life me kya place rakhati ho."
par Vivek ye sab kyon .. tum ko samajhane ke
 liye aur kitana time lage ga.
"par tum to mujhe samjhati hi ho na"
han bas itana ki tum Vivek Muskan ho aur  
aur main tum ko pasand karne lagi hoon . 
aur har bar ye sochti hoon ki tum isase better 

nahi kr paoge ya. koi bhi isase achha nahi kare sakta to. par tum har bai ek nayi concept lekar aajate ho..
"chal chhod ye bat...ab boat me sair karen ya kinare me hiriver ke kinare me hi khadha rhana hai.
(we sit in boat and star boat whit the flow of stream)
me- kal hi maine aur Arin ne mil kar ye plane 
complete kiya tha. pahloe hum kuchh dusara soche 

the par aakhir me socha ki .. hum river me pass 
ek house type bante hain aur fir.aur ye bhi socha ki
 kuchh cack and roses ka bhi jugadh kar liya jaye.
 aur fir idea aye ki river ke is end par water flow 
bahut hi kam hai to kyon na pani ke ander kuchh 
likha jaye fir Arin ne bataya ki uske pass ek idea hai ..
"to ye water ke ander jo I Love You chhote chhote pathharon par likha ahi wo Arin ne kiya hai"
han idea uska tha par kam maine kiya tha. aur pue location ki hum me two day me itna clear kiya hai . her ek cone me hum log last one week se flower and plan ko arreng kar ke lga rhe the..
"tum ye san kyon karte ho"
bas main tum ko apne creativity se bina kuchh bole ye bolna chta tha ki Main tum se kitna love karta hoon/
"ye to mujhe pata hi hai"
hai "what"
come near to me and listen my feeling's though my heart.
(she some come near to me and kiss me in the lips.)
me- hay I love you.
ihq - i love you 2.
me apbe mere muh se ye lipistick to poch de..
ishq -"han"

arinrharsh@gmail.com

रविवार, 18 अगस्त 2013

ishq i love you.....

(i see once Ishq site alone in the end of the class. Something i can understand and some not but. I know one thing .....that Is "i love ishq". And that is true  and i sit right side of the ishq. and hold her hand  )

me- hay ishq kya hua..
"kuch nahi"
to itna snt kyo bahti ho.
"bas man ho rah tha"
aur tum ko kal se ho kya gya hai . 
        tum ne phone me band rakha hai.
"kal rat phone me pni chala gaya tha to kharb ho gya hai"
ok
"aur tum bato ki tum kal pure rat kya kiya"
main to kal kuchh der tak padha aur fir so gaya.
"meri yaad nhi aai. tum ko"
aai thi na.
"to fir tum ne ya kiya"
tumhare naam par ek letter likha.
"to letter kaha hai"
abhi to dustbin me hai.
"kya tum ne mere liye jo letter likha tha use dustbin me dal diya"
han. aur wo itna achha bahi tha ki tumhari tarif kar sake.
"fir bhi tum ne use dust bin me kyon dala "
are yaa tum nahi samjhogi 
"kyon nhi samjhungi. aur ye batow ki kine bar tum ne mere naam par letter likh kar dust bin me dala hai"
mujhe thik se yaad nahi hai . Par jab se tum ko dkha haoon . jab se tum ko jana hoon. tab se har din main tumhare liye ek letter likha karta tha.ye soch kar bhi ki kabhi bhi main tum ko de nahi punga...
"achha to ab sabhi letter kaha hain" 
usi dustbin me.
"aur tum kitne din se ye letter likh rhe ho"
last two year se.
"aur tum 2 saal se mujhe apni felling ke sath dustbin me fenk rhe ho"
ab kya kroon tum ko lerret likh likh kar room me itna kagaj jama ho gay tha ki mere frnd Arin ne ek dust din kharid  kar use likh diya Ishq aur mujhe bola ki.
Arin- dekh Vivek tere me to himmat nhai hai ki tu love letter Ishika ko de paye isi liye ab se tu ise hi shq samjh kar apna letter padhg dena.......
"kya"
hain aur tum ko pta hai abhi wo kitne hain.
"kitne"
abhi total 721 love letter ho chuka haI
"mujhe chahiye"
kyon tujhe kya karna hai uska.
'"mujhe padhna hai"
nhi mil sakata hai.
"kyon nhi mil sakta hai. mujhe chahiye "
par kyon 
"kyon ki wo mere hain"
par tum karogi kya unka.
"main kuchh bhi karoon apne chijon ka"
arin sabhi ko collect kar ke rakha hai.
"kyon"
wo bol rha tha ki wo ek book publish karwayega.
"such me"
han aur agar tum ko bhrosha nahi ho rha hai to tum khud Arin se puchh lena.
"par wo gadha hai kaha"
hoga kahni bhi .dikh jayega kuchh time me.
"ok chal Tapri (shop)chalte hain"
par kyon 
"abe sutta marna hai" (ishq said to me)
waht . are u serious (i strange)
"abe chal na kya aankhe Fadh ke dekh rha hai. pahale bhi to mere sath Sutta pine gya hai na"
par yar abhi bairsh ho rahi hai
"han pta hai aur bahut dino se SUTTA mara nhi hai yar cha chlen..
Ok
(we start walk toward main gate of college)
ish- hay !Vivek
me- ab kya.
"thank u"
for what
"mera mode thik karne ke liye"
me- any thing for u.
ishq- I Love U
ME- ME 2




arinrharsh@gmail.com

शनिवार, 17 अगस्त 2013

in my girlfrn's house--5(after the lunch....)

(after the crucial conversations in a very painful part of my life. I get very tence and i want to sleep  for some time. but Ishika came to hall and start TV. and site my side.she held my arm .. and we have been  watching movie"T'ere Naam". .. after some time ishika's mom, aunty and uncle come to the hall and site in both side of us..)

uncle- yar tum dono mile kab aur kaise.
(and mute the TV)
ishq- aap ye kyon puchh rhen hain.
(in anonymous way).
uncle- hum ko bhi janane ka haq hain bhai . 
              ki tum dono ke bich khichadhi kaise paki.
(with jolly manner).
aunty- han han btaow na hum janana chahte hain.
(in excitment)
ishq- par kyon janana hai.
uncle- because we are frnd and hum sabhi ki tum dono
               ke bare  me sab kuchh pta hona chahiye..
ishq- no (very strictly )
aunty- to chup rho (to ishq) and tun Vivek .
           tum btao ki ye sab kab chalu hua. tum log kaise 
            mile..
me- but mom ko bura nahi lagega kya..(with respectively)
mom- bura kyon lagega jo sach hai wahi to bolana hai.
         (i look to ishq and she nodded for no. but i try to more 
          familiar with Priyam family then i ignore to ishq)
me-   maine ishq ko first time college ke bagal me ek 
        shop me  dekha tha jahan wo SUTTA   (cigarette) pi rahi thi apne 
        girls doston ke sath. ye log syd chal ladhiyan thi aur kabhi 
        musty kar rahi thi.
(every body start staring ishq like she is a new species in this real world.)
aunty- ishq tu Sutta bhi piti hai. ( in a strange way).
ishq- so what. aaj kal to har girl fashion ke liye ye try karti hai.(like ignorance mode)
uncle- chalo aage btao.
me- main whan par glue kharidane gaya ta.aur life me kisi ko itani free ho kar masti 
        karte 1st time dekha tha.
 ishq- such me. tu ne mujhe wahan par 
           dekha tha.          
 (her face was really read like Tomato)
me- han main apne frnd. Mayank Aanand ke 
      sath tha.  aur main ne tum ki kai bar upar
        se niche tak dekha  tha ki itani khubasorat
        ladhki wo bhi Salwar kamiz me aur Sutta 
        pi rahi hai aur ash ka ring bna rhi hai..
ishq- such
me-   really uncle. main aap ko bta nhi skta 
         ki dil ki felling aur mera halat kisa tha..
         bus dil me ek aisa dard uta ki kuchh hosa hi nhi tha...
       (every body again stared to Ishq)
mom- aur tum ne Vivek ko kab dekha tha.
ishq- wise to mujhe pat tah ki college me sabhi ladhke mujhe gurate hain . to main kisi
          ko dhyan   nahi deti thai par ek dil maine dekha ki ek boy mujhe dekh kar bick 
        chala rha tha aur ja kar  ke english wali teacher ko thhok deta hai....us din mujhe
          ye nahi pta tah ki wo koi aur nahi " Vivek Muskan hai..
uncle- such me.
       ( every body start lauging. and saket come and site in up side of the sofa like king )
saket- aage bolo (give me order like king)  
uncle- yar tumne English teacher par bick chadhi diya. aur gire bhi.(laughing)
me- ek nahi 4 bar gira hoon.  ek bar to class me hi ghir gya tah jab ye hamare branch 
      me aai thi. aur ye first time tha ki kisi ka itna pagal pan chadha tha mujh par .. aur             usi din mujhe iska  nam pta chala " Iashika Priyam".
ishq- aur maine first time Vivek ko notices kiya tah jab" Ajab Prem Ki Ghazab Kahani,"            ke promotion ke liye " Ranbir Kapoor " college aaya tah aur.. us stage em Vivek              gana ga rha tha .  Ranbir Kapoor "ke sath. 
uncle- such me. tum ne  Ranbir Kapoor " ke sath gana gaya tah..
me- han . bus time paas aur .main thodha light me aana chahta tha..
ishq- such me tum bhi light me aana chahate the. (a strange que)
me- kyon kya hua.. 
ishq- uncle .. aab belive nahi karoge ki .. jab main college em entry li tab college me                  first year batch me jis student ki bat hoti thi wo tah Vivek. har boy girl har time                   har place me ek hi chij bolta ki yar Vivek ne ye kiya Vivek ne wo kiya. Vivek                       college ke top  ranker hain ......isi liye  main Vivek se milna hi chahati.
me- to tum jalti thi mujh se.
ishq-- of course  yar..but mom aap belive nhi karnege ki Vivek us din itna achha ga rha              tha ki  pura college vivek ke gane me jhum rha tah..
me- chal hat fekti hai..ye jhut bol rhi hai aanti...
ishq- tum ye btao ki kya sabhi student ne tum ko Once-more Once-more  nahi bola tha.
me -bola to tha ( i wana show sai look)
uncle- tab to tum bahut hi achha gate honge...( he inclined toward me)
ishq- han wo kyon sa song tha....
       Tera Hone Laga Hoon          Khone Laga Hoon          Jab Se Mila Hoon
oh ho aisa nhi hai ( i said to ishq when she try to kill to sence of song.) 
uncle -to tum hi ga ke btaow.

Shining In The Shade In Sun Like A Pearl Up On The Ocean
  Come And Feel Me
   Hoo Feel Me
   
Come And Feel Me
Hoo Feel Me 
Tera Hone Laga Hoon   
Khone Laga Hoon    
 Jab Se Mila Hoo
(everybody  clap for me)
mom- Vivek tum to bahut hi achhe gate ho...
aunty-. is bar tum hamri family function me aa rhe hona .
ishq - kyon nahi 
aunti - to is bar  tum ek gana hamre liye gana.
me - thank u aunty but  I m not a singer...
mom - itna pyara awaj hai  tum try kro na....
uncle- yar ye sab chhotho  ye btao ki tum dono mile kab.
ishq- us din ke bad to Vivek aur bhi badha star ban gya tha. aur fir maine dekhi ki                      Vivek bhi   mere par interest le rha hai to main ne bhi try karna chalu kiya ..
aunty - kya bat hai ishq...
me- kya tum bhi mujhe try kar rhi thi....
ishq- han.
me- par  tum to mujh se door bhagti thi. aur tum ne mujhe chmakay bhi tha...
     (every body start laughing again)
ishq- ayr budhu main to chahati thi ki tum mere pichhe padho.
me- realy..
ishq- yah..
ishq- aur fir karib one month ke bad maine khud hi ek bar Vivek ko mauka diya ki wo               muja se bat kar paay.
me-  to tum jan . kar us din cantin me ruki thi. aur tumhari bike chori  nahi hi thi..
ishq-  nahi to . tab mere pass bike thi hi nahi .. maine bad em khasira taki tum ko ye pta            na chale ki main jhut bol rhi thi.
       (every body start laughing again)
me- what? gmae with me.
ishq - what game-- uncle pura college janta thai ki Vivek LOve me but Isme himmat hi                nahi thi ki    bat kare to maina kya karti . main bhi to Vivek se bat karane ke liye                   mar rahi thi.. clooege  ka star boy Vivek ki ek ladhki  ke samnae fattt rhi thi..
uncle- to fir hua kya....
me-  maine dekha hi aaj wo akeli hai. aur uske meri jaroort hai . ye soch kar main ishq           ke pas gya.

(to be continue)


arinrharsh@gmail.com

शुक्रवार, 16 अगस्त 2013

in my girlfrnd's house--4(Ishika,s mom & aunty)

(We return from market at 12 am o'clock,. this time is really painful for me. each and every person of ishika,s house treat me like i m a suspect of murder and rape case . they  behave like i m a very strange model of any 3rd class market.. really i feel embarrassing. and now time is coming  to face ishika's mother and aunty. it is very heavy time for me.. but one thing is good stand still with me.)

me- namsthe aunty (in lunch time) my i help u.


mom- kyon, hum kar rhe hain na.(in tence look).
me - bus thodha sa help karna chahata tha.
aunty- tum ne apn name kya bataya tha.
me- ji Vivek muskan.
aunty- kaha job kar rhe ho.
me- aunty abhi gharelu business lekh rha 
       hoon. aur next year USA jana chahata 
       hoon for MS. 
aunty- to bekar ho abhi. 
            chachi-! Vivek logon ki kudh ki company hai . 
           aur vivek yahin par junior engg. ke post pra work karta hai.
            (ishq start interfere for my help )
aunty- humne puchha tere se nahi na to tu kyon bich me bol rhi hai.
ishq- to aap insult karengi .
aunty- tera dimag kharab ho gya hai kya.hum kewal bat kar rahe  hain.
ishq- bekar ho se kya matlab hai aap ka. (in very angry way)
me- plz ishika cool tum kyon itni hype ho rhi ho. cool down. 
        (she hold my hand very strongly with out any fear)
mom- chalo chhodho bhi tum dono. kya pachho ki tarh ladh rhe ho.(to ishq and aunty). aur  Vivek tum batho na.(se put a plate in front of me)
me- aunty aap ne ye pura khana mere liye bnaya hai.
        (because there lost of vegetable are present and every dish  look very testy and delicious)
aunty- ishika ne zzid kar ke hum se ye pura bnawaya  hai.
me-  ishq it is very bad.
aunty- Vivek tumhare ghar me aur kyon kyon hain.
me - ma, papa, 3 bro, nani dada and vivek.
aunty- tumhare ghar me aur kiska name vivek hai.
me- pta kran padhega.(ishq and her mom start lough).
aunty- tum log kyon hansh rhe ho.....

Vivek aur koi hai kya(ishq said in laugh).
      ( i take 2 Rumali Roti and a big cup of          rayta with extra Onion)
me- aunty it is to testy. miane itna testy 
      Riyata kabhi nahi khaya tha.
aunty- kabhi apne ghar jaoge tabhi to khaoge na.
me- kya matalab?
aunty - ishika bta rhai thi ki tum char sal se 
         kabhi apne ghar nhi gaye ho. aisa kyon ?
me - aunty kon ki kabhi maan nahi lga 
       jane kaaur engg complete jab se hua 
      to city me hi apni company hai to 
        wahin ja kr join kar liya.
mom- to ma-papa se kabhi nhi mile.
me - papa aate rhte the college to unse mil leta  hoon aur bhai log har sunday ke 
        mujhase milne ke liya aajate hain.
aunty- aur tuhari maa.(i did not any reply)
mom- kya hau ma se nhi milte ho kya apne.(i did  not any reply)
aunty- ajib ladkha hai apne maa se nhi milta hai.kya tumahi sauteli ma hai kya.
           (she through a strange question )
Vivek apni mom se bat nhi karta hai ( ishika replied )
aunti-  par kyon .
ishq- kyon ki Vikev aur aunty ke nahi banti hai. 
aunty- le ye kya bat hua. koi bhi ladhka apny ma se bat nahi krata hain aur kase ho sakta hai.
            ram ram ram ...
ishq -chachi sabhi se apne apne tarike hota hain aur sabhi ka apna apn osul hota  hai . aap ko 
         Vivek ke person life me jane ki kya jaroort hai.(i very polite manner)
aunty- si liye Vivek ki person life me main ja rhi hoon  kyon ki hamri ek bewakuf 
            laadhki is se  pyar karti hai. Aur Vivek bhi hum se relation bnana chahata hai. isi 
             liye hume uske life ke bare me janane ka. aur samjhane ka haq hai.
ishq -par ye jaroori to nhi hai.(try to dominant aunty's excitement)
aunty - jaroori hai. kyon ki tum to manane wali ho nhi aur hum apne beti ki life barbad 
              nahi kar sakte hain.(i understand there point of view but i keep silence)
ishq- chahi aap bol kya rhi hai,(in very bed manner ishq asked)
mom- dekho beta Vivek, hum log normal family se hain, tumhari tarah ham log badhe 
            rahan sahan wale hai hain hamare gharon ki kuchh mariyada hoti hai. main ye 
            nahi bol rahi hoon ki tum  bure ho ya tumhare priwar me mariyada nahi hai. 
ishq- mom,what is this.
mom- (avoide ishika's argument) dekho beta hum sab jante hain ki Muskan family is 
           state ka  ek badha nam hain . log muskan family ke aage apn sir jhukate hai. aur
           tum us parivar  ke sabase badhe bete ho...aur ye nhi jante hain ki tum hamesa se
           hi exam and sport me  topper rahe ho. .. ishq ne tumhar bare me mujhe har ek 
           chij bataya hai.
ishq- ma aap bhi..
mom- main janti hoon ki tumhara aur tumhari ma ka soch nahi milta hai. aur tum dono
            ek dusare ka chehara bhi nhi dekhate ho.. isame ghalat koi bhi ho par hamra ye
            samaj kewal tum he  hi galat bolega... 
me- ji  aunty( i Brock my silence)
aunti- dekho vivek jo bhi bat hui use dil par mat lena.. par samjho ki kal tum hari sadi 
             ke liye hum ishika ke papa ko mana bhi lete hain to. hm log is riste ko dil se 
            accept nahi  kar payenge.
me- par kyon...now i m successful. and i earn will . and what is the problem.(i excited way)
aunty- dekho Vivek humare samaj me sadi ke bad ladhkiya ghar me rahti hain . ghar
                 ka man badhati hain. ek naye sansar ko sawarati hain. 
me- to mere ghar me problem kya hai.
aunty- bus  itna ki . tumhara tumhari mom se nhi bnta hain. ek nai sasi suda ladhki
             ke liye uski sashu ma hi sab kuchh hoti hai . aur tumhare ghar me tum apny
              ma ka chahara nahi dekhan  chahate ho. 
me - to  hum apna alg ghr le kar rhenge. aur sadi mujhe abhi thodhe hi na karni hai.. 
         main to abhi  aap sab se milne ayaq hoon.
(suddenly uncle come near to me and keep there chair in side of me ..)
uncle- dekho Vivekisi liye to hum sab ye bat aaj tum se kar rhe hain. kyon ki jis ghar 
           me tumhari  koi ijjat nhi hai us ghar me kal hum apny beti nahi denge.. and u 
           know very well ki ishika bhiya aur bhabhi ka kha nhi talegi aur kisi aur se sadi 
           bhi nahi kregi.
ishq-aap log ye sab ky bol rhe hain.
uncle- yahi beta ki tum apny ma ke sath jo bhi differences hai dur kro. kyon yahi sahi 
              hai aur  yahi tum ko santi bhi dekha aur baki tum me koi kami bhi nahi hai..
me - ye jaroori hai kya..
mom- han. kyon ki abhi tumhare pass samy bhi hai. aur tum kar bhi sakte ho. aur tum 
           dusare cast  ke ho aur hum log dusare tum log society ke unchhe parivar wale 
          ho aur hum log Brhamin  hain.
me -aap log kya cast ko pakadh liye ho. hum bhi general me aate hain ROYLE BLOOD 
          hain.
uncle- han ho  par. samaj alag hai. aur jab tak tumahra family me koi tumaha sath de 
              ya na de tumahi ma tumhare sath nhi hai tab tak hum logon se koi ummid mat 
             rkhana.
me- ma ka concept hi kyon?
uncle- kyon ki jo apne maa ka sath nhi de paya wo kisi aur ka sarh kase dega.....
mom- plz beta riston ke apne samhalo aur ishika ke papa o hum par chodh do..
ishq - to kya aap koVivek pasand aya ....
          ( in very very excitement &  
          and dancing condition)
uncle - mujhe to ha.
aunty- sochte hain.(with smile)
mom- Muskan parivar ka beta ye 
         to garv ki bat hai. 
         Par tum ko apni ma ke 
         sath relation sudhrna 
        hoga wo bhi itna ki
        hamri beti ki accept kar saken. 
        (with aa filne smile)
ishq- thanku, thanku, thanku,.
       .(she start dance like 4 year child )
mom- to chlo tum log aundr baitho hum log aate hain.. .
me- ishq jao aue aunty ki help karo...
ishq- ok  than wait for some thing..
uncle- wah yar ViVek ek bar me hhi ishika main gai...
           (we went back side of there house)


arinrharsh@gmail.com

गुरुवार, 15 अगस्त 2013

in my girlfrnd's house--3 (Ishika's brother and sister)

(ishq relay drive very fast. and i enjoy  her company. After 1 min ishq switch the radio and set the FM 93.5. It is tremendous time for us. because in the FM 93.5 Play a song form KYON KI "  Dil ke badle sanam dard-e-dil de chuke. De chuke de chuke tujhe dil yeh dil de chuke" literally it is very nice, senceble and heart touching song on that time. I enjoy very deeply. the suddenly star ishq sing with radio. And one of the best line of the song.....
  Yeh zindagani tere hawale kar di hai,, Prem kahani  tere hawale kar di hai 
  Pyar tumse hi kar chuke .. Ham toh tumpe he mar chuke..
De chuke de chuke tujhe dil  yeh dil de chuke and after 2 min we reach street place market)



ishq - hay chlo niche utro.
     yes DI (we unison).
      ( and we walk toward  millennium mall)
ishq- Vivek tum bhi...Di..(in strang...)
me-  oh sorry yar. misteck ho gya.
ishq- dekh lo ye bhi ek option bacha hai tumhare pass.
        (with smile)
me- kya option?
ishq- ki tum mujhe didi  bhi bol sakte ho. aur main fir tum ko "Rakhi" 
         bandhne ke liye bulaungy.
me- achho to tum mujhe sainya- se- bhiya banachati ho.
ishq- jab tum khud hi Di bol rhe ho to mian kya karoon.  
me- to main saket aur hashini ko bol dun ki wo bol mujhe ab se bhiya 
       bole..
        (she increase her radios  of eye and stare me in angry look. like i m  a 
         biggest enemy of this time)
me- what r u looking.
     setup and hold my broter' hend.
      (strictly order)
me- yes. ishq....
     (no reply)
me- hay ishq.
    (again no reply).
 golgappe  (saket in loud sound)
ishq-   setup and come in site.
         (we enter the mall)
saket- abe soon (to me)
me- kya.
saket- didi ko kya hua. itne gusse
              me kyon  hai. 
             tune kuchh bola kya.
me- pta nhi yar kya hua.
saket - to pta kro.
me- hay ishq, kya hua.
ishq- tum mujhase bat mat kro.
saket- abe soon. .yaad rakh tu hero            hai, didi ka usko manana tera 
           kam hai. main 10 min deta 
           hoon tu did ko man le   
              warana tu to gaya.
me- ok . dekhaten hain.
hashini- didi ice-crem
ishq-    ok but only one no more.
             yas(we unison)
ishq - tum dono se kisne puchha.
sorry(me and saket)
       (we enter ice-cream parlor and i and saket sit the last end of the store)
 saket-  yar tubhi gadha hai Ishika ko naraj kar diya.(to me)
me -     han ab bol na kya kare. (i innocent way)
saket- ja ke sorry bol.
me-abhi , 
saket- beta bahi nahi bola na tu pura din hu dono ko kone me bithana 
            padhega. aur dekh yar wo dono ice-cream kha rhe hain. aur hum
             dono gahdehe ki tarah baite hain. 
me-    bat to tu sabhi bol rha hai.
saket- to jana.
me-   abe tu bhi help karna.
saket- par karen ge kya..
me- tu jake didi ko bol ki Vivek kuchh bolna chahata hai.
saket- ok, main jata hoon (he run)
          (i go near the ishika's table)
me hay ishq .i m sorry yar 
         (saket and hashini start laugh. and ishq turn her face)
me hay plz sorry yar main majak kar rha tha.
          (no reply and they lough)
          (i go kneel-down )
me - plz yar sorry. aur dekh yar sabh koi dekh rhe hain.
         and ab tu plz natak mat kar mujte iske bad tere papa aur mom
         se bhi milna hai.
ishq- ok ok . thik hai chal khde ho ja.
me - to ab hum kya karne wale hain( i take my sheet)
ishq- main tumhare liye ice-cream lati hoon.
me- tum ko pta hai mujhe kya pasand hai.
ishq nhi apne maan se laaungi.
        (she go for ice-ceram and hashini come near to me )
me- kya hua ab tum ko.
hashini- mujhe nahi. kuchh hua.
me -to 
hashini- soono jab didi ice-cream le kar aayegi tu tum bolana ki wo aap 
              ko khilaye.
me - abe nahi yar. bura manjayegi.
hashini-manane do.abhi kat wo zid kar rahi thi ab tum zid karo....
             (when ishq return i fallow the hashini's instruction and try to give 
              some attitude )
 ishq- ye lo tumhara strawberry.
me- mujhe nahi chahiye.
ishq- oh ho.. ab tum ye natak ....i know..
me - ok and fine..
ishe- then ab mujhe kaya karna padega.
me- kuchh nahi
ishq- tum dono ne isko kya sikhaya hai(ask fron saket and hashini)
saket - hum ne ise kuchh nhi bola.
ishq - to thik hai main bhi bat nhi krungi....go tO hell all of u .
ok miss ishika (we unison)
ishq- tum dono bhi iske sath mil gaye..
hashini - aur nhi to kya.
ishq -par kyon.
hashini- kyon ki hum ko Vivek pasand hai. ur wo tumhare liye sab kuchh
                karta hain jo ki tum ko pasand hai aur fir bhi tum use bechare 
                ko paresan karti ho..
                (ishq come near to me and turn my face)
ishq- look in my eye.
me -why.
ishq- look na.
me -ok 
ishq- i m sorry ...main really tu k o hamesa presan karti hoon.
        (in senty way)
me - it is ur right.(i kiss her head)
ishq- hay I LOVE YOU...