(when a man come his room he found his mother-in-low is already present in the room, and try to arrange all the thing;s of room)
man- hay maji namaste..(he touched her feet)
"khus rho beta"
aap yaha kaise. aur Rihana kha hai.
"beta wo tumhare ma- papa ke ghar par hain kal aayegi"
thanku ma, aap ke aane ke liye.
"thanku kyon beta"
kyon ki main kai kai dino tak Lab se nahi nikal pata hoon,aur chah kar kabhi apne ma- papa se mil nahi pata hoon., aaj aap khud milne aa gai.. aur sorry ma main aap ki beti ka khayal anhi rakh pata hoon.
"koi nahi beta, tum ko is bat ka ahsas to hai na , bas yahi sab kuchh hai.."
fir bhi ma....
"dekho beta tum jise Scientist ke sath sadi karne se pahle hi meri beti ko pta tha ki, tum uska dhyan nahi rakh paoge.."
maa thnak you....(with in small drop of tear)
"ro mat beta, aur thank you kyon"
maa aap ne pahle hi mujhe Rihanaa de kar meri jindagi me itna khushi bhar diya hai, life ko itna sundar kar diya hai. aab mere room koo bhi aur sundar banane ki jaroort nahi hai .
"sorry beta.."
sorry kyon ma..
"kyon ki man aaj Rihanaa to nahi lai... isi lye.."
hummm, to aap ko iski saja to milani hi chahiye....
"kya saja doge"
kya aap mere sath dinner par chalegy.
"kyon nahi... beta"
(she kissed his forehead)
after 10 min
Maa- i m ready beta. lets go
"ok maa"
(he start the car. and move toward the restaurant)
Man- aap aaj bhut hi khubsurat lag rahi hain.
"thank you beta"
papa ji kise hain.
"khus hain aur teri hi tarif karte rahte hain"
par wo to mere aur Rihanaa ke Sadi ke khilaf the.
"har bap ek achha ladhka chahta hai apni beti ke liye. jo ladhki ki life me ek strong sahara ban sake"
par mujhe to khud sahara chahiye hota hai maa
"beta tum akele hi Lakhon logo ke jeene ka sahara ho, isli liiye tum ko khud ek sahara chahiye hota hai"
papa se main kab mil paunga.
"jab bhi jee kare"
par kya unko bura ni lagega , kyon ki hum ne unke maraji ke khilaf sadi kiya tha.
"nahi beta, kyon ki wo jante hain, ji rihanaa ke pyar par kewal tumhara haq tha. tumhara pagal pan dekha tha unhone"
maa thnak you for ur support. and for rihanaa
"why beta ji"
aap ne rihanaa ke nam se mujhe ek bar fir se jine mauka diya, ek bahut khubsurat si pari(angel) diya. jisane mera har muskil asan kar diya.
"tumhe pta hai beta Rihanaa tumhare bare me kya kahati hai
kya maa
"yahi ki tumhara pyar pariyon ki khawab ki tarah hai."
such maa.
"beta tum uski har ek sansh me base ho, wo kahti hai tum uski jindagi ki ek matra prathana(pray) ho"
maa aap mazak kar rahi hain na.
"nahi , main sach bol rahi hoon"
par ma wo mujhe hamesa dantati, chillati rahti hai
"beta tum sararaten hi bhi to bchoon ki tarah karte ho...."
(they was reached the restaurant)

कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें