( Early morning i meet my girl frnd 'Ishika'. today we both are very excited because we will Ishika,s home evening. for that we try to prepare some general talk ..... and try to avoiding our informal sentence...... i try to write some line form our conversation)
ishq- hay kya hua? heart beet tezz ho rha hai kya...
me- sayad hain ya sayad nahi bhi..
"par kyon"
me - yahi soch kar ki aaj tmhare ghar ja raha hoon..
and u know that ki first impression is the
last impression...
" yah . par janu itna daro mat"
me - tum ye bol sakti ho kyn ki main tumahre
ghar ja raha hoon tum to mere ghar nhi
aa rhi ho na.
" tum ko kya lagta hain ki tum mere ghar jaoge mere family se miloge aur tumhare jane
ke bad mere ghar wale mujhe kuchh nahi bolenge."
me - to fir tum ye Risk le kyon rahi ho.
"kyon ki mujhe tum par bhrosa hai. ki tum usi tarh se unka bhi dil jeet loge jaise ki mera.."
me - dil jeetna alag hai aur jisase tum pyar karte ho uske mummy- daddy se milna alag hai....
"haye Vivek look at me"(she hold my hand) " mujhe tum par bharosha hai aur main hon na
tumhare sath ye din jitna tumhare liye tof hai utna hi mere liye bhi .... aur tum mere bharoshe
par chalo...."
me - par yar kuchh misunderstanding ho gayaa to .
"be cool"(she give me a kiss ) "feel better "
me - yeah
"dekho main tum ko janti hoon. tum se bhi jayada. nnd main tumhari har ki dhadhkan ko
samjhati hoon .aur main apne ma-papa ko bhi janti hoon."
me - ok
"par ish Ishq ke raste me main akele nahi chal sakati.. main tumahere liye duniya se ladh
sakti hoon. par apne ma- papa se kaise ladhun"
(i still silence)
'hay Vivek jaise ttum mere Wjood ka ek hissa ho .wiase hi mere ma_papa hi mere wajood hain"
(i still silence she continue with a tears )
"i sundar duniyan ko maine unhi ke dam par paya
hai. main unhe chhodh nahi sakti aur tumahre bina jee
nahi sakati.."

"to plz tum cool ho jao aur apne nahi to mere ishq
par bahrosha nahi tum mere ishq ke liye chalo....
plz cool main hoon na har pal tumahre sath.."
(before i say some thin se continue )
"tum jab mere ghar me sabhi se usi tarike se
milna jise ki tum college me mila karte the apna ye
original 'Vivek Muskan' wala hi attitude rkha..
me - ok yar tina senti mat ho (with smile)main hoon.
"mujhe pta hai"(she come to near me)
me - achhe ye bta ki tum me aunty-uncle ko mere bare me kya bola .
"yahi ki main ek 'Vivek Muskan ' ko janti hoon
, usase pyar karti hoon, uske bina jee nahi sakati, main
usase sadi karna chahati hoon..........."(pin-drop silence)
me - hay aur kya bola .
"yahi ki tu fattuu hai...."( she laugh loudly and run away for me)
me - hay rook (i run behind her...)

कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें